KHAN BLOG DEVELOPERS
How universe works , antariksha kaise kaam karta hai
Bahot sari theories hai lekin isme se ek theory ye kehti hai ki universe ek balloon hai woh lagataar fool raha hai ab aap ke dimag kabhi khayal aaya hoga ki kya universe ka koi center hai magar Logic ye hai ki universe ek balloon ki tarah bad raha hai to kisi badte hue vastu ka bich
ka hissa yani center bataye nahi za sakta ki uska center kya hai ,ye theory zab sabit hui to einstein ko bahot bada jhatka laga is theory ke sabit hone ka proof ye hai ki aap ne telescope se dekha hoga ki space ke saurmandal
Sab lagatar dheere-dheere pichhe ja rahe hai to isse ye bat saaf hota hai universe bad raha hai,universe bahut bada hai iski hum kalpana bhi nahi kar sakte ki ye kitna bada hai, hum in is universe me bacteria se bhi chhote hai example jaise ret me baalu ki dhool
Ki ek kad hamari poori akaash gang hai to hum insan ki kya aukat
Thanks for reading
Please share this
Comments